Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

`` Dua ``

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • `` Dua ``




  • #2
    Re: `` Dua ``

    کی محمد صلی الہ وسلم سے وفا تو نے تو ہم تیرے ہیں
    یہ جہاں چیز ہے کیا لوح و قلم تیرے ہیں

    Comment


    • #3
      Re: `` Dua ``

      aik boht hi khoobsorat or dil gazeen honay wali tahreer thi , parh kr
      ye faisla karna mushkil horaha tha k ye nasar ka shah para hai na nazm
      ka.. yoon lagta hai jesay lafz aap k saamnay hath bandhay kharay hain
      or aap chun chun kar usay qirtaas per bakhairtay jarahay hain...nasr main
      qaafiya bandi karna boht hi kohna muShq likhari ka kaam hai, aap nay
      bohthi acha or mutarannam likha, aisa k baat nay dil per asar kiya or
      main nay bhi khud ko shareek e dua samjha, khush rahain


      .

      Comment


      • #4
        Re: `` Dua ``

        ummm:cc:
        me ko ye tehrer nazar nahi aa rahi
        i mean ye pics open nahi ho rahi
        X ka nishan aaraha hai

        Comment


        • #5
          Re: `` Dua ``

          Ameen !
          MashAllah bohat achi dua hai...Jo bi baat dil se niklay tu Arash hila daiti hai, .. apkay jazbaat bohat payaray hain , baat ek hi hoti hai har banday ka apna mehsoos karnay ka treeqa hota hai, apki feelings bohat achi hain mashAllah, Khush Rahain.
          Jazak'Allah
          Kis nooN haal sunawaN dil daa ....Koi mehram raaz nai mildaaa!
          Sadly, common sense is not very common..!!

          Comment


          • #6
            Re: `` Dua ``

            Aameen Bohot Piyari Dua Thi Khush Rahe...jazak Allah....

            Comment


            • #7
              Re: `` Dua ``

              Assalamo-Alekam, Suma-Ameen, bohat he pur-asar aur sehar-angaiz tehreer likhi hai aapne, be-shak US ki zaat he hai jis say hum sab kuch mangtey hein, aur WOH he hai, jo hamari iltijayon ko sunta hai, bohat he khubsurat likha hai aap ne, aisey he likhtey rahein, aur hamarey saath share kartey rahein:)

              Comment


              • #8
                Re: `` Dua ``

                Assalam alikum
                har dil ki dua ko bayan kar dala hai app ne
                jazakallah khair
                waqai ye dua parh kar ajj ankhein nam ho gain
                app ki har har dua par soo soo ameen

                sada khush rahin

                Comment


                • #9
                  Re: `` Dua ``

                  hmm...!!!
                  aaaaaaaameenn summ aaaaaaameenn...!!!
                  hashim bohut zabardast dua...!!!
                  khush raho... :)

                  Free call from net to fone.
                  To 181 countries.
                  100 % working and tested.

                  Comment


                  • #10
                    Re: `` Dua ``

                    Ameen


                    Khoobsurat Dua

                    Umdaah Andaaz-e-Biyan Shayeed Mangney Kay Saleeqay Se Waqif Hain :)

                    Khush Rahiye
                    Zindagi Thak Gaye ..!!

                    Comment


                    • #11
                      Re: `` Dua ``

                      very beautiful and impressive dua

                      Comment


                      • #12
                        Re: `` Dua ``

                        Originally posted by Pehli``Barish View Post
                        aik boht hi khoobsorat or dil gazeen honay wali tahreer thi , parh kr

                        ye faisla karna mushkil horaha tha k ye nasar ka shah para hai na nazm
                        ka.. yoon lagta hai jesay lafz aap k saamnay hath bandhay kharay hain
                        or aap chun chun kar usay qirtaas per bakhairtay jarahay hain...nasr main
                        qaafiya bandi karna boht hi kohna muShq likhari ka kaam hai, aap nay
                        bohthi acha or mutarannam likha, aisa k baat nay dil per asar kiya or
                        main nay bhi khud ko shareek e dua samjha, khush rahain



                        .
                        yeh meri khush naseebi hai kay mujh jesay na-likhnay walay likhari ko ap jesay tajurba kaar afsana nigaar nay itni hosla apza pazeerai di..
                        bohot khush rahin.. meri yeh kaawish ap jesay logon kay darwazay say sanad-e-qubuliyyat paa kar motabar ho jaey gi....
                        khush rahin..

                        Comment


                        • #13
                          Re: `` Dua ``

                          Originally posted by Pakiza View Post
                          ummm:cc:
                          me ko ye tehrer nazar nahi aa rahi
                          i mean ye pics open nahi ho rahi
                          X ka nishan aaraha hai
                          ab dekhain.. ghaliban yeh X ka nishaab ab Y main badal gaya ho :)

                          Comment


                          • #14
                            Re: `` Dua ``

                            Originally posted by GumShuda View Post
                            Ameen !
                            MashAllah bohat achi dua hai...Jo bi baat dil se niklay tu Arash hila daiti hai, .. apkay jazbaat bohat payaray hain , baat ek hi hoti hai har banday ka apna mehsoos karnay ka treeqa hota hai, apki feelings bohat achi hain mashAllah, Khush Rahain.
                            Jazak'Allah
                            Gumshuda...
                            bohot shukriya aap ki hosla afza baat ka
                            khushh rahin sada aap
                            ameen :)

                            Comment


                            • #15
                              Re: `` Dua ``

                              Originally posted by ANEY View Post
                              Aameen Bohot Piyari Dua Thi Khush Rahe...jazak Allah....
                              bohot sara shukriyya aap ka Aney
                              khush rahin

                              Comment

                              Working...
                              X